Mobile se free me website kaise banaye? in Hindi [2020]

Mobile se free me website kaise banaye? in Hindi [2020]


Kya aap free me website banane ka tarika janana chahte hain kafi log aajkal jana chahte hain ki aakhri Mein website kaise banaya jata Hai to aaj ke post main aap ko bata dunga website kaise banaye? aur Haan bilkul Aasan bhasha mein.
Mobile se free me website kaise banaye? in Hindi [2020]
Mobile se free me website kaise banaye? in Hindi [2020]


Is Madhyam se aap mobile se bhi apna free ka website bana sakte hain yeh bilkul aasan hai lekin website banane se pahle aap logon ko kuchh baton ko jaan lena avashyak hai.

Mobile se free me website kaise banaye? in Hindi [2020]


Website Banane Se Pahle aapane Apne website ke liye koi niche choose karna padta hai ki aap kis topic per blogging Karenge . Kafi log kaise Hote Hain Jo Janna Chahte Hain ki website Kaise banaye aur website banane ke bad Bor Ho Jaate Hain kyoki unhe Nahin pta Hota website par kya post karna hai to aapko yah Baat Dhyan Rakhna hai website Kaise banaye jaane se pahle aap Logon Ko sabse pahle yah vichar kar lena hoga Ki aap kis topic per website banaa rahe hain aur kis chij per aap blogging Karenge!!!

Dekhiae website aap kayi triko se banaa sakte hain Mere Kahane ka matlab yah hai ki aap WordPress blogger etc. per Apna website bana sakte hain lekin ine Sab mein jo sabse Achcha Tarika hai agar aap starting se blogging start kar rahe ho to aapke liye sabse achcha rahega Blogger.com
Blogger google ka hi ek product hai blogger par free mein website banaa sakte hain lekin aapko ek subdomain milega agar aap subdomain ko hata kar apna Ek custom domain lagana chahte hain to aap ko domain purchase karna padega!! T o mere khyal se abhi aap purchase na Karen pahle kuchh Din Blogg5 Karen jab aapko blogging ka experience ho Jaaye to Uske bad aap domain purchase kar sakte hain.

Website kaise banaye?

Chaliye Jante Hain apni free ki website kaise banaye mobile se Sara Tarika mein aap Logon Ko step-by-step bata dunga.
Mobile se free me website kaise banaye? in Hindi [2020]
Mobile se free me website kaise banaye?

Website banane ke liye requirements-


  • GMAIL ACCOUNT- sabse pahle aap logon ko ek Gmail account banaa lena hoga Kyunki uske paas hai aap blogger par apna account Banakar Apna free ka website banaa sakte ho. Mere Khyal se aajkal Sabhi Logon ke pass mein Apna Ek Gmail account Hota Hi Hai Chahe to aap Usi Gmail Se Apna account banaa sakte ho Nahin To Apne website ke liye naya Gmail create kar le.
  • Mobile/Desktop- website banane ke liye aap Logon ke pass desktop ya mobile Ka Hona Kafi jaruri hai dekhiae mobile mein aap website banaa sakte ho lekin aap desktop mein bahut aasani se apni website banakar sath me design bhi kar sakte ho agar aap logon ke pass desktop Nahin Hai to aap mobile se bhi free website aasani se banaa sakte.
  • Internet Connection- abhi yeh baat sabhi logon ko pata hi hoga ki Blogging karne ke liye internet Ka Hona Kitna zaroori hai bina internet ke aap log blogging nahin kar sakte to Agar aapke phone mein internet connection nahin hai to aap internet connection le.

Mobile se free me website kaise banaye step by step 👇


  1. Sabse pahle aap Logon Ko Google.com  per jana hai and vahan per search karna hai blogger.
  2. Jaise aap blogger.com open Karoge aap Logon Ke Samne create your website ka option dikhega aapko use per click karna hai.
  3. Aap Jaisa ki main aap logon ko bataya keep blogger google ka hi ek product hai to aapka Gmail account bhi zaroori hai to ab aapko Gmail Account login karne ka option Milega aap vahan Se Apna Gmail Account login kar sakte.
  4. Ab aapke Samne ek window open hoga jahan per aapko ek naam choose karne ke liye bola Jayega ki aap kis naam se Blogging karna chahte hain to aap sabse pahle Apna nam de and Done par click karke next Karen!!!
  5. Ab aapka Blogger account ban chuka hai vahan per aapko create a new blog option Milega aapko vahan par click karna hai
  6. Yahan per sabse pahle aap Logon Ko Apna Blog ka title dalna hai ti niche aap logon Ko Apna blog ka URL dalna hai jo aap rakhna chahte ho and Apna ek theme select Karke create create blog p ar click kar dena.

Finally aapka free website Bankar taiyar ho chuka hai ab aap apni website per par work kar sakte hain. Main aap logon Ko aaj Savan bhasha mein Bata Diya website kaise banaye mobile se in hindi
Agar aapko website banane se related koi question hai to aap niche comment kar sakte hain.

Website kaise banaye ?  [ Video]👇


Blogging krne ke fayede…(ब्लॉगिंग करने के फायदे)👇

Blogging krne ke bohot sare fayede hai mujhe lgta hai jinme se ap logo sabhi ke bare me pata hi hoga but fir main kuchh fayde ke bare mein aplogo ko bata deta hun…
  1. Sbse pehle ap self independent honge..Ap apne hisab se apna kam kr skte hai kisi ka pressure nhi ap par.
  2. Apko yeh bhi pata hoga ki aajkal log blogging se lakhon rupaye kama rhe..Iska matlb ye hai ap bhi blogging se achhe paise kama sakte hai.

Conclusion- Website banane ka Aasan hai lekin website per kam karna thoda hard Kyunki website to banate hain lekin us par work nahin karte. Agar aap blogging Mein success Pana chahte hain aur blogging se paise Kamana Chahte Hain To aapko apni website post karna padega Jab aap apne block per active rahenge to aapke blogging  bharenge Jiske bad aap apne blog se aasan niche earning bhi kar sakte hain to Mera sujhav Aap Logon ke liye Nahin Hai regular post Karte Rahe!!! aur apne kam per focus Karen na ki paiso per kyunki log Aise Hote Hain Jo sirf paison ke liye start karte hain lekin Paisa na milne ki vajah se aap log in Chhod Dete Hain blogging Kafi paise Wali chij Hai Bhale hi jaldi aapko paise Na Mile lekin agar aap mehnat Karoge kuchh Dino ke baf aapke paise Jarur Milenge aur aapko Pata Hoga Ki to aap se log a rahe hain.



Post a Comment

0 Comments